Sunday, February 13, 2011

kuch dard batore humne

aaj bhi jindagi par nahi bharosa
aaj bhi dhool fank raha hai bhavisya
aaj bhi tan k kapde gande hain
aur mann ki machine purani hai
par aaj bhi mandir ki chaukhat pe fool pada hai
hath ko dard dene wala shool bhi khada hai

1 comment:

  1. karo jindagi par bharosa bina nhi eske kuch kahani,
    karna nhi h apna bhavisya ojhal ,pdegi usko muh ki kahani.
    dhul lo swachh pani se gande kapde jo hue h ab purane,
    machine kya ,bdal dalo hi kal-puje jo hue h ab purane.
    uthao us phool ko arpit kar do bhagwan ke charno me ,
    uthao us shool ko karega vo hi raksha tumhari duniya me.

    ReplyDelete