Sunday, February 13, 2011

kuch dard batore humne

aaj bhi jindagi par nahi bharosa
aaj bhi dhool fank raha hai bhavisya
aaj bhi tan k kapde gande hain
aur mann ki machine purani hai
par aaj bhi mandir ki chaukhat pe fool pada hai
hath ko dard dene wala shool bhi khada hai